bolo ro kar yahi alvida alvida
haaye bekas taqi alvida alvida
jaane qairul umam aap par ye sitam
moutasam tha shaqi alvida alvida
aye raza ke nishaa'n aye imame zamaa'n
rounaqe hashmi alvida alvida
zulm tum ne saha uff na mu se kiya
jaanashine nabi alvida alvida
qaak udhate hai sab sun ke haye haye ghazab
bekasi aap ki alvida alvida