Haay haay Baqir (as) haay haay shaam
Haay haay Baqir (as) haay haay Shaam.
Haay haay Baqir (as) haay haay shaam.
Baqir (as) ne kamsini me jhele sitam Tamaam.
Yeh hai gawaahe karbal ye hai aseeri shaam.
1) baba na sar uthaao guth tha hai dam mera.
Sajjad (as) se ye kehte Baqir (as) har ek gaam.
2) dekhi phuphi masooma zakhmoo se choor choor.
Chup karke sahe gaye gham kamsin mere imam.
3)moula ki shaamiyoo so rahi poochti rahi nazar.
Bachoo se kis tarah ka lete ho inteqaam.
4) karte the girya matam ye hujjate khuda (as).
Durre ka jab mila tha beemar ko inaam.
5) aye pursa dare karbal aye pursa dare shaam.
Ahle aza ka moula ho ap par salaam.
6) yaarab sar e baqaiyya pursa naseeb hoo.
Jawaad keh rahe hai baqir (as) ke yeh ghulaam.