bain zainab ka tha alvida alvida
binte qairul wara alvida alvida
meri aafat zada kaisi aayi qaza
tum pe loundi fida alvida alvida
hum ko bin maa ka ab karke haye haye ghazab
qush hue ashqiya'n alvida alvida
dekho uth kar zara haal hasnain ka
kar rahe hai buka alvida alvida
hashr ka hai sama chal basi fatima
'mehdi' tu qaak uda alvida alvida