Kanz e Aza

Ya Ali Madad

A noha for Imam Ali (a.s), written by Salman Azmi. Lyrics in Roman Urdu.

ya ali ya madad ya ali ya madad

ya ali ya madad


ya ali ali hyder ya ali ali hyder

ya ali ali hyder


ye ishq-e-wila maula ye ishq-e-aza maula

dhadkan hai najaf meri dil karbobala maula

ek durre najaf maula ek khaake shifa maula

hurr bhi yahin milte hai milta hai yahin qamber


ya ali madad hyder

ya ali madad hyder


shaah e lafata hyder

jaan e murtaza hyder

maula aeliya hyder


ya ali ali hyder ya ali ali hyder

ya ali ali hyder


ya ali ya madad ya ali ya madad

ya ali ya madad

ya ali ali hyder ya ali ali hyder

ya ali ali hyder


ye naara wo naara hai jo haq se milaata hai

momin ki munafiq ki pehchaan karaata hai

dil dil se milaata hai emaan bataata hai

hai qabr mein barzakh mein mehshar mein yehi rehbar


ya ali madad hyder

ya ali madad hyder


shaah e lafata hyder

jaan e murtaza hyder

maula aeliya hyder

maula aeliya hyder


ya ali ali hyder ya ali ali hyder

ya ali ali hyder


ya ali ya madad ya ali ya madad

ya ali ya madad

ya ali ali hyder ya ali ali hyder

ya ali ali hyder


wo jalta hua sehra wo lakhte dil e hyder

qurban kiye bete qurban hua lashkar

teeron ke musalle par ya sajda tahe khanjar

kehte nazar aate they har gaam yehi sarwar


ya ali madad hyder

ya ali madad hyder


shaah e lafata hyder

jaan e murtaza hyder

maula aeliya hyder

maula aeliya hyder


ya ali ali hyder ya ali ali hyder

ya ali ali hyder


ya ali ya madad ya ali ya madad

ya ali ya madad

ya ali ali hyder ya ali ali hyder

ya ali ali hyder


ansaar e hussaini ka maktab hi niraala hai

shabbir ki nusrat ka seeno mein ujaala hai

kirdaar e hussaini mein allah ne dhaala hai

kehte rahe maidan mein sab teer o sina kha kar


ya ali madad hyder

ya ali madad hyder


shaah e lafata hyder

jaan e murtaza hyder

maula aeliya hyder

maula aeliya hyder


ya ali ali hyder ya ali ali hyder

ya ali ali hyder


ya ali ya madad ya ali ya madad

ya ali ya madad

ya ali ali hyder ya ali ali hyder

ya ali ali hyder


ay mere ali maula ho hum pe karam tera

salman o shanawar ke ho sar pe alam tera

peeche ho qadam apne aage ho qadam tera

imdaad shah e safdar imdaad shah e safdar


ya ali madad hyder

ya ali madad hyder


shaah e lafata hyder

jaan e murtaza hyder

maula aeliya hyder

maula aeliya hyder


ya ali ali hyder ya ali ali hyder

ya ali ali hyder


ya ali ya madad ya ali ya madad

ya ali ya madad

ya ali ali hyder ya ali ali hyder

ya ali ali hyder