Kanz e Aza

Wo Khayme jal rahe hai

A noha (1997). Lyrics in Roman Urdu.

Wo Khayme jal rahe hai

(Ya hussain) x5

Ya hussain.

Yazid-e bola, bari foj-e mere hath-e me hai.

Hussain-e bole, hussain-e bole.

Hussain-e bole natijaa, khuda ke hath-e me hai.

Yazid-e bola, jo bayyat karo khazaana hai.

Hussain.

Hussain-e bole ke nana ko mu dikhaana hai.

Yazid-e bola me zalim hu, zulm-e karta hu.

Hussain, ya hussain, hussain-e bole me sayaddir hu, sabr-e kar ta hu.

(Ya husain) x2


(Ye ban me bikhri lashe) x2 Ab sham-e ka zindan hai


(Ik do peher me ujra. Ghar ek-e fatema ka) x2 (Ye jis jagaa pe khayme) x2 Ab us jagaa dhuwa hai.

(Akbar ne jab azan di. Ye bekasi kahaa thi) x2 (Wo subho ki azan thi) x2 Ye sham-e ki azan hai.

(Besar koi namaazi. Be dast-e ko ilazi) x2 (Sine me ik-e jawaa ke) x2 tuti huwi sinaa hai.

(Pehra badal gaya hai. Zainab ye karbala hai) x2 (Zainab ke hath-e me aa) x2 Abbas-e ka nishan hai.

(Kya dhund-e thi hai sinaa. Awaaz di o sakina) x2 (Sine pe sone wali) x2 Baba tera yahaa hai.


(Ye ban me bikhri lashe) x2 Ab sham-e ka zindan hai


(Wo khayme jal rahe hai, ye sham-e gariba hai) x2