Kanz e Aza

shiyo'n ka tha ye bayaa'n haye taqi haaye haaye

A noha for Imam Mohd Baqar (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

shiyo'n ka tha ye bayaa'n haaye taqi haaye haaye

haaye imame zamaa'n haaye taqi haaye haaye

shor madine me hai rote hai chote bade

haaye shahe inso jaa'n haaye taqi haaye haaye


aapki thi kya qata zehr jo be dee'n diya

aye shahe kouno makaa'n haaye taqi haaye haaye

deke laee'n motasam aapko afsos sam

kardiya qaali jahaa'n haaye taqi haaye haaye


shiyo'n ka hai koun ab hogaya kaisa ghazab kyu na ho giryakuna haaye taqi haaye haaye

sarware aali nasab samjha na wo be adab

aapko ahmad ki jaa'n haaye taqi haaye haaye