Haaye Alamdar..... (4)
Haaye Hussain
(As) Haye Hussain (As),.....(3)
Sham
-
E
-
Gum Aagayi Bekasi Chaa Gai
Sham K
i Fouj Khaimo
Talak Aagaye
Aatishe Zulmo Khaime Jalane Lagi
Mere Khuda Labe Furat Sayebaan Jal Gaya
Jale Khayam Saiyada
(S.a.)
Ka Phir Maqan Jal Gaya
Sham
-
E
-
Gariba Main Haram Karte The Faryaa
d
Shame
-
E
-
Gariba Mein Haram Karte The Faryaad..... (2)
Haaye Haaye
Haaye Haaye Haaye Alamadar ..... (2)
Shame
-
E
-
Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)
Chaadare Chin Gai Lut Gaya Malo Zar
Khaima Dar Khaima Hai Bibiyo Ka Safar
Betiya Fatema (Sa) Ki Huwi Nauhagar
Tadap
T
adap Ke Ya Ali
(A.s.)
Pukarti Thi Bibiya................
..
Idhar Udhar Buss Apne Lal Dhundti Thi Bibiya
Jalne Laga Haaye Udhar Bistare Bimaar
Jalne Laga Haaye Udhar Bistare Bimaar
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar ..... (2)
Shame
-
E
-
Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)
Kya Kare Zainab (
S.a.
) Khast
a Dil Kya Kare
Na Rahe Waarisane Haram Na Rahe
Raat Aayi Nahi Aur S
ab Sogaye
Dhuva Dhuva Fiza Lahu Lahu Hai Dashte Karbala.....
Kisi Nasheb Se Hai Mushtaqeel Sadae Fatema (Sa)
Naalae Ya Fatema (Sa) Ya Haidere Karrar
(A.s.)
Naala Ye Fatema (Sa), Ya Haidar E Karr
ar
(A.s.)
.....
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar ..... (2)
Shame
-
E
-
Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)
Khaaq Par Aagayi Bibiya Nauhagar
God Mein Pyaase Baccho Ke Rakhe Hai Sar
32
Kis Ko Aawaz De Haaye Jaaye Kidhar
Na Koi Bhai Hai Na Bhai
Ka Pisar Na B
haanja
Ali
(
A
.s.) Ki Laadli Ne Bhai Ka Alam Utha Liya
Mire Sadar Mire Haram Zainab
(S.a.)
E
Laachar
Mire Sadar Mire Haaram Zainabe Laachar.....
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar ..... (2)
Shame
-
E
-
Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)
Haaye Rehan
-
O
-
Sarwar S
are Karbala
Hoke Bedasht Ek Lashaye Baawafa
Dekhta Rehgaya Qafela Chaldiya
Salam Bekafan Badan Woh Jinke Sar Hue Judaa
Salam Dukhtarane Fatema (Sa) Aseero Berida
Ek Rasan Baara Gale Kuhchao Baazar
Ek Rasan Baara Gale Kuchaao Baazar .....
Haaye Haaye Haaye H
aaye Haaye Alamadar ..... (2)
Shame
-
E
-
Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)
Haaye Alamdar ...