Kanz e Aza

Le Chala Mashq o Alam Gazi Jo Darya Ki Taraf

A noha for Hazrat Abbas (a.s), recited by Anjuman e Shaidae Ali Asghar. Lyrics in Roman Urdu.

Le Chala Mashq-o-Alam Gazi Jo Darya Ki Taraf

Dekti Pyasi Sakina Rahi Darya Ki Taraf

Roke kahti thi sakina Na mere Amu aap

Abna bejongi kabhi tumko main darya ki taraf


Kahte the haske addo ab vo alamdar kaha

Peet sarko chale shah jo darya ki taraf

Kuze haathou me liya kahte the pyase bache

Pani Laate hai cha cha dekho who darya ki taraf


bharke mashqiza chale naher se pyase ghazi

Loutkar aane lagi fouj vo darya ki taraf

tham kar tuthi kamar kahete sarwar mazher

Ali akber mujhe ab le chalo darya ki taraf