Kanz e Aza

kyu'n tadapte ho farsh par moula

A noha for Imam Hassan (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

kyu tadapte ho farsh par moula

dekh kar aapki ye bechaini

hogaya sabz sab tane at'har

qasime zaar ko hai sakta saa


usko kuch bhi nahi qabar moula

misle bismil hai aap bistar par

bhai ka phat gaya jigar moula