Kanz e Aza

Lo utha mola askari ka janaza loogo

A noha for Imam Hassan (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

Lo utha mola askari ka janaza loogo

Ye tha kanoone sitamgar ka irada loogo

Motammed billah laeen ne hai zaher sha ko diye

Dekho islam ka udaa hai libaada loogo


Haay khanjar se koi teere sitam koi zaher

Yoo hai sadat ko ummat ne nawaza loogo.

Samera me hai koi koofa koi shaam me hai

Bikhra khatoone qayamat ka shiraaza loogo


Laal zehra swt se woh jannat ki basharat lenga

Jo hai mazloom ke matam se amaada loogo