Kanz e Aza

Abbas Mere Bhai Zainab ki sada thi

A noha for Hazrat Abbas (a.s), recited by Anjuman e Shaidae Ali Asghar. Lyrics in Roman Urdu.

ABBAS MERE BHAI ZAINAB KI SADA THI

Bhaqi Koi Ghar Me Nahi Shabbir Hai Tanha

Maqtal Ki Taraf Jate Hai Ab Ibne Ali Bhi

Abid Se Litapt Ne Lagi Ghabra ke Sakina


Qaimo Me Sitamgaron Ne Jab Aag Lagai

Bimar Ko Zanjeer Pinata Hai Sitamgar

Had Hogai Ab Zulm Ki Aur Joro Jafa Bhi

Sukhe Gale Pe Rakdiya Zalim Ne Jo Qanjar


Jungle Me Luthi Jati Hai Zehra Ki Kamai

Abbas-e-Ali Bali Sakina Ki Qabr Lo

Karti Hai Tumhe Yad Wo Shabbir Ki Pyaari

Sine Pe Sakina Ko Sulati Haumai Dekho


Thi Mujh Ko Waisyat Yeh Hussain Ibne Ali

Sar Nange Huye Sham Be Bazaar Me Dekho

Thathir Ki Waris Wo Mohammed Ki Nawasi

Zainab Ka Nahi Koi Musibat ke Sahara


Tanha Hai Binte Hyder-e-Karrar Ki Beti

Abbas Se Khati Thi Fida Zainab-e-Dilgeer

Ab Qaid Sitam Se Meri Hogi Bhi Rehai