Kanz e Aza

ya imaame raza khuda hafiz

A salaam. Lyrics in Roman Urdu.

ya imame raza khudahafiz

aath'we peshwa khudahafiz


zehr angoor me diya maamoon

kya ghazab ho gaya khudahafiz


kaha maamoon kahaa'n khale moula

bole aai qaza khudahafiz


sar se saaya imaam ka uttha

haaye kya ho gaya khudahafiz