Kanz e Aza

ya ali ya abbas

A noha (2012). Lyrics in Roman Urdu.

ya Ali

ya Abbas


wallah ya Abbas haayer shard e gul


ya Ali


ya Ali ya Abbas

wo bik tizh il marjaley li seh tish hid Karbaley

ya Ali ya Abbas

ya gheere yaa no maas ya Ali ya Abbas

ek Ali ye Murtaza ek Ali ye Karbalaya

Ali ya Abbas


haa

wallah ya Abbas ya Ali kaho

wallah ya Ghazi ya Wali kaho

ya kaho ilm o alam


kehdo dono ko Ali

saiyadi mo'ttalabi

hai yeh dono hi Ali dono hi Abbas


ya Ali ya Abbas

ya gheere yaa no maas

ya Ali ya Abbas

wo bik tizh il marjaley li seh tish hid Karbaley


hai wo bik tizh il marjalab gid izzilim


raaye takseemo khatat minakk azim


bik tizh il marjalab gid izzilim


raaye takseemo khatat minakk azim


entaa aayaat aa’teefe o bikin bu al wafeh

wo judak maayan qaas


ya gheere, gheere, gheere ya Abbas

ya Ali ya Abbas

ek Ali ye Murtaza ek Ali ye Karbala ya Ali ya Abbas

ya gheere yaa no maas ya Ali ya Abbas


haa

noor e do ain e Ali ye mahjabeen

kuwat e jaan o jigar Ummul Baneen

hai sakhi ibne sakhi ilmul yaqeen

daste Haider ki anghuti ka nageen

wo judak maayan qaas wole in haarelraas


ya gheere, gheere, gheere ya Abbas

ya Ali ya Abbas

ek Ali ye Murtaza ek Ali ye Karbala

ya Ali ya Abbas

ya gheere yaa no maas

ya Ali ya Abbas


haa

Allah Allah chala hhere jari

ya Abal Fazl sada aane lagi

aamad e misl e Ali


uski aamad jo huwi

aisa lehraya alam

ukhde aadaa ke qadam

dasht me dur talak rehgaya Abbas


ya Ali ya Abbas

wo bik tizh il marjaley li seh tish hid Karbaley

ya Ali ya Abbas

ya gheere yaa no maas

ya Ali ya Abbas

wallah ya Abbas haayer shard e gul


haa


wallah ya Abbas haayer shard e gul


busfak inta tahyerat kulil uqul

wazhat li yaa badar shems raasak mo qamar

wole in haarelraas


ya gheere, gheere, gheere ya Abbas

ya Ali ya Abbas

wo bik tizh il marjaley li seh tish hid Karbaley

ya Ali ya Abbas

ya gheere yaa no maas

ya Ali ya Abbas


haa

bakhuda aisa alamdar kahaan

saniye Haider e qarrar kahaan

ye Alamdar e jawaan


alawi azm o nishaan

ye Sakina ka chachaa

mashq jab bhar ke chalaa

mashq pe teer laga rodiya Abbas


ya Ali ya Abbas

ek Ali ye Murtaza ek Ali ye Karbala

ya Ali ya Abbas

ya gheere yaa no maas

ya Ali ya Abbas


haa

haa wo Abbas Ali ka beta

chhidgayi mashq to phir kya ladta

jaise hi paani baha


uska khoon uspe gira

laut ke ghar na gaya

mashq pe sar ko rakha

ya Sakina kaha aur so gaya Abbas


ya Ali ya Abbas

ek Ali ye Murtaza ek Ali ye Karbala

ya Ali ya Abbas

ya gheere yaa no maas

ya Ali ya Abbas


haa

uske hain Sarwar o Rehaan gada

hoke bedast jo karta hai ataa

wo shehenshah e wafa


Haider e Karbobala

jiske parcham ki hawa

sabko deti hai shifa

marhaba marhaba sad marhaba Abbas


ya Ali ya Abbas