Kanz e Aza

Ya ali ummed e mehsharam

A noha for Hazrat Abbas (a.s) (2018). Lyrics in Roman Urdu.

Haider.. haider


Taa surat e paywand jaha'n bood ali bood

taa nakshe zamee'n bood zamaa'n bood ali bood

ham adam o ham sheest o ham ayyub o hum idrees

hum yusuf o hum yunus o hum hood ali bood

wallah ali bood, ali bood,ali bood

taaro ne abhi aankh na kholi thi, ali tha

khaliq ki zubaa'n kun bhi na boli thi, ali tha

wallah ali tha, wallah ali tha.. ali

asadullah.. ali

wajhullah.. ali

karamullah.. ali


ya ali ummed e mehsharam..(2)

ya ali yeki e dilbaram..(2)


ek tu hi hijab e kibriya, ali ye imam e awwalam

1. Awwal adam e bus teri zaat e girami hai ya ali

hai tu hi zalik-al-kitaab e rabbe jali

tu ali, tu hi wali, tu hi jali, tu hi khafi

ali ya ali, humsari kare kya koi, bandagi kare kya koi


ya ali ya haider


ali ya ali, chahiye teri aagahi, har jagah mile bus tuhi


ya ali ya haider

ya haider..(4)


2. Shahid e mashoode do jahaa'n

raaz e kun ka tu hi raazdaa'n

qabl as kaun o makaa'n tu hi

khaliq e zameen o aasmaa'n


raaz e kibriya, juz tere koi nahi jaana ya ali

mere idraak ne ye maana ya ali

tu shafa, tu hi ataa, tu hi dawa, tu hi duaa

ali ya ali, tu mila meri zindagi, hogayi meri bandagi


ya ali ya haider


ali ya ali, dar tera dar e kibriya, hashr ka tu hi aasra


ya ali ya haider

ya haider..(4)

ya ali ummed e mehsharam..(2)

ya ali yeki e dilbaram..(2)


3. Ishq e fatemeh rajaz e rooye labe shahe alameh

mikhunam mann bi tarso ba hameh

faqat e yare ke khalifeh be aalameh

ali ya ali, aabru e ghazanfari, ke shuja e ghazanfari


ya ali ya haider


ali ya ali, quwat e farma rawa, nazr e tuye jaane maa


ya haider..(4)


4. Hai yehi hadees e mustafa

paak seeno mein teri wilaa

bus tera ishq jise milaa

tohfa e khuda hai ba khuda


tu hai lafata, quwat e dast e khuda, tu hai ya ali, fatahe dasht e wigha

tu hai ya ali, ye karam jaho hasham, tegho alam, kisko mile

ali ya ali, khwahish e dile fatimi, nazishe kul hashimi


ya ali ya haider


ali ya ali, ghalib e kulle ghalibe, bazu e abu talibe


ya ali ya haider

ya haider..(4)

Haider.. haider..


Tegh e ali...

jab bhi chali...

qahr e khuda..

banke giri...


Tegh e ali...

jab bhi chali...

qahr e khuda..

banke giri...


rann me larazte the shaqi

maut bhi katrake chali

Dekhlo payenge ajal

khaima o siffeen o jamal


dete the har jang mein jibreel sadaa

Ya qaheral aduwwe ya waliyal walii

ali.. ali.. ali.. ali...(2)

ali waliyullah.. haider


ali ayah.. haider


ali nafsullah.. haider

ali yadullah.. haider


haider.. haider..


haye tanhayi teri...(2)

Haq tera cheena gaya

tune shikwa na kiya

zakhmi pehlu pe tera


maine girya bhi suna

ek bachhi sare zindaan bulati thi tujhe

yaad phir aagayi shabbir ki tanhayi mujhe

ek tanhayi sare dashte hirasa zainab


bayn karti thi sare shaam e ghareeba'n zainab

haye tanhayi teri..(4)

Raza abbas kabhi mazhar abidi ki fugha'n

teri tanhayi tere saath gayi sue jinaa


masjid e kufa se jibreel ki jab aayi sadaa

haaye..

qad qutilal ameeral mo'mineen... wawaila..