Mohammad(s.a.w.w.)
Mohammad(s.a.w.w.)
Mohammad(s.a.w.w.)
Mohammad(s.a.w.w.)
Ya mohammad mustafa(s.a.w.w.) salle ala salle ala
Ya rasool Allah(s.a.w.w.)
Ya habib Allah(s.a.w.w.)
Shifaat ki kashti ka jo na khuda(j.j.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Ya rasool Allah(s.a.w.w.)
Nabi(s.a.w.w.) or bhi aay behre hidayat
Mila hai magar jis ko haq-e-shafaat
Laqab jis nabi(s.a.w.w.) ka habib-e-khuda(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Do aalam kay hajat rawaa jisne paalay
Kye kaali kamli may jis ki ujalay
Jo badrud duja hai jo shamsus zuha hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Mustafa(s.a.w.w.) hai mustafa(s.a.w.w.) hai
Chalay jis kay chalnay se baade bahari
Malak kooti raft raft hai jiski sawari
Safar jisne arsh-e-baree ka kia hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Muhibbo ki bakshish ki jo baat karnay
Gaya tha khuda(j.j.) se mulaqat karnay
Woh jis ko khuda(j.j.) ka pata bhi pata hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Ya rasool Allah(s.a.w.w.)
Sar-e-arsh likha hai jo naam-e-naami
Jise chand sooraj nay di hai salaami
Falak jis kay naqsh-e-qadam choomta hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Mili Fatima(s.a.) jesi beti khuda(j.j.) say
Woh jis kay Hussain(a.s.) o Hassan(a.s.) hain nawasay
Ali(a.s.) jiska damad mushkil kusha hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Mustafa(s.a.w.w.) hai mustafa(s.a.w.w.) hai
Ujalay hidayat kay jo baant ta hai
Lahad kay andhero ko jo chaant ta hai
Bashar ko dya jis ne aisa dya hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Khudai jise mohataram jaanti hai
Jise har barayee bara maanti hai
Jo kabay ka kaaba hai kibla numa hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Ya rasool Allah(s.a.w.w.)
Hai parwana jannat ka jis ki ijazat
Nasab ki tahaarat hai jis ki mohabbat
Raggo main machal kay lahu bolta hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Kye jis nay sehraab insaan pyasay
Milaya hai bande ko jis nay khuda(j.j.) say
Karam hi karam jo ata hi ata hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Mustafa(s.a.w.w.) hai mustafa(s.a.w.w.) hai
Jo hai rehmat-e-haq jo hai Noor-e-pekar
Hai jaane do aalam jo farhan o Gohar
Jo poocho to quran bhi bolta hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai
Woh bas mustafa(s.a.w.w.) hai