Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Wila mango
Ata mango
Hussain(a.s.) detay hain
Zia mango
Raza mango
Hussain(a.s.) detay hain
Wafa mango
Baqa mango
Hussain(a.s.) detay hain
Dua mango
Shifa mango
Hussain(a.s.) detay hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Roonay walo ko baaghe jannat ki
Roonay walo ko baaghe jannat ki
Baghbani Hussain(a.s.) dete hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Khaadman-e-haram ko zaeer ki
Khaadman-e-haram ko zaeer ki
Maizbaani Hussain(a.s.) dete hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Apni dehleez kay faqeero ko
Apni dehleez kay faqeero ko
Hukmurani Hussain(a.s.) dete hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Wila mango
Ata mango
Hussain(a.s.) detay hain
Zia mango
Raza mango
Hussain(a.s.) detay hain
Wafa mango
Baqa mango
Hussain(a.s.) detay hain
Dua mango
Shifa mango
Hussain(a.s.) detay hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Umr apne sabhi muhibboo ko
Umr apne sabhi muhibboo ko
Jawaidani Hussain(a.s.) dete hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Mere har dard or ghum ki dawa
Mere har dard or ghum ki dawa
Meharbani Hussain(a.s.) dete hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Pehla misra hunar se kehta hoon
Pehla misra hunar se kehta hoon
Iska saani Hussain(a.s.) dete hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain
Wila mango
Ata mango
Hussain(a.s.) detay hain
Zia mango
Raza mango
Hussain(a.s.) detay hain
Wafa mango
Baqa mango
Hussain(a.s.) detay hain
Dua mango
Shifa mango
Hussain(a.s.) detay hain
Zindagani Hussain(a.s.) dete hain