shah ke dilruba ka matam hai
akse khairul-wara ka matam hai
bandishe aab door ghar sehra
zulme karbobala ka matam hai
shah ke dilruba…
kheenchi galiyon mein laash kaat ke sar
muslim e bekhata ka matam hai
shah ke dilruba…
halqe asghar mein teer se pehlu
banu ke mehleka ka matam hai
shah ke dilruba…