Kanz e Aza

Shaam ne maar diya

A noha for Imam Raza (a.s) (2012). Lyrics in Roman Urdu.

Mujhe shaam ne maar diya

Sham haye shaam....(4)


Guzre kaha pe zyada jafa tumpe ya imam

Hazrat ne teen bar kaha shaam shaam shaam

Sar nange sara kunba tha aur gird khaas o aam

Bewo ka naam leke aduw shaad hote the

Baba ka sar bhi rota tha aur hum bhi rote the..


Haye shaam ne maar diya

Ha mujhe shaam ne maar diya


Jabtak bhi rahe zinda...(2)

Sajjad ka nauha tha...


Haye shaam

Haye shaam ne maar diya

Ha mujhe shaam ne maar diya

Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam


Kaise na bahe khoo ankho se

Khanjar hi chala hai aisa

Dam meri jawani tod chuki

Bazar hai makhtal mera

Wallaha mai zinda hu...(2)

Kehne k liye warna


Haye shaam

Haye shaam ne maar diya

Ha mujhe shaam ne maar diya


Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam Phir jata hai meri nazro me

Bazar e shaam ka manzar

Mahsoos ye hota hai mujhko

Hai sath phupi be chadar

Tai mujhse nahi hota...(2)

Baazaar madine ka.....


Haye shaam

Haye shaam ne maar diya

Ha mujhe shaam ne maar diya

Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam


Kehti hai shariyat na khule

Awaz e azaa'n jab aaye Par ahle haram sarpar apne

haatho ko bhi rakh na paye

Rassi me aseero'n ko...(2)

Is tarha se jakda tha..


Haye shaam

Haye shaam ne maar diya

Ha mujhe shaam ne maar diya

Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam


(sangat)

Ho yaaaad.(2)

Jado taa chup chup sajjad rehnda

Usey haal koi na keh na shaam da bazar da


Jede zulm dekhe aabid....(2)

Dhundiya....

dhundiya de safar...

Meeras shahadat hai meri


Kya ye bhi mera virsa tha

phupiyo ko liye jo be chadar

Is shahar se mai guzra tha

Sajjad ka makhtal hai....(2)


Is shahar ka har kucha...


Haye shaam

Haye shaam ne maar diya

Ha mujhe shaam ne maar diya

Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam


Jab hath dua ko uthte hai

Dil gham se mera phat ta hai

Aati hai sakina yaad mujhe

Mehsus yahi hota hai

Jaise mere hatho par...(2)

Rakkha hai koi lasha.....


Haye shaam

Haye shaam ne maar diya

Ha mujhe shaam ne maar diya

Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam


Gar ahle madina tum apne

Ghar apne bulana chaho

Khushiyo me nahi aasakta kabhi

Majlis ka farsh bichhao

Baki nahi khushiyo se....(2)

Ab koi mera rishta...


Haye shaam

Haye shaam ne maar diya

Ha mujhe shaam ne maar diya

Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam


Baazaar me zainab ka jana

Jaha maut se kam iza thhi kyu zahar diya zalim mujhko

Ab iski zarurat kya thi

Pehle hi takallum jab....(2)

Kehta tha mera maula....


Haye shaam

Haye shaam ne maar diya

Ha mujhe shaam ne maar diya

Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam

Haye shaam ne maar diya

Ha mujhe shaam ne maar diya...(3)