Salle Ala Nabi Ye Naam, Salle Ala Mohammadin
-
2
Sallalaho Alaihi Wassallam.....2
Mohammad
(S.a.w.w.)
Hamare Badi Shaan Waale..... (3)
Woh Na
bio Mein Rehmat Laqab Paane Waale.....
Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale.....
Khuda Jis Ke Sine Pe Quran Utare
Mudassir Kahe Aur Muzammil Pukaare
Woh Noor
-
E
-
Khuda Do Jahan Ke Ujaale
Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale.....(2)
Jab Aaie Za
meen Par Mohammad
(S.a.w.w.)
Hamare
Falak Ne Zameen Par Bichaie Sitare
Uthae Sar Zameen Ne Arab Se Yeh Naare
Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale.....(2)
Nawase Jo Roye To Roye Mohammad
(S.a.w.w.)
Woh Jab Taq Na Soye Na Soye Mohammad
(S.a.w.w.)
Do
Aankhe Nabi Ki The Dono Nawase
Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale.....(2)
Nawasa Mazaare Mohammed
(S.a.w.w.)
Pe Aaya
Kaha Pyaare Nana Yeh Waada Hai Mera
Hai Islam Ab Karbala Ke Hawaale
Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale.....(2)
Sada Aaya
Qabre Mohammed
(S.a.w.w.)
Se Beta
Dua Go Hai Nana Ali
(A.s.) Or Zehra
(S.a.)
Chale Gazi Abbas
(A.s.)
Parcham Sambhale
Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale.....(2)
25
Woh Ashur Ka Din Mohammad
(S.a.w.w.)
Ka Qunba
Jo Maqtal Mein Deen Ko Lahu De Raha Tha
Yeh Keh Keh Ke Sino Pe Khaaye Hai Bhaale
Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale.....(2)
Rehan
-
O
-
Ali Jee Azadare Sarwar
Gulamane Haider Gulame Payambar
Sada Is Sada Se Zamana Mila Le
Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale.....(2)
Sallalaho Alai
Hi Wa Sallam..