Kanz e Aza

Jhoola Ali Asghar Ka

A noha for Ali Asghar (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala


jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala


jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka


umr bhar maan(s.a.) ne parha noha ali asghar(a.s.) ka


jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

hay baysheer(a.s.) ki kaamat se bara teer tha woh

hay baysheer(a.s.) ki kaamat se bara teer tha woh


jisne chaida hai gala sookha ali asghar(a.s.) ka


jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

teer kay lagte hi gardan ka woh dhalna socho

teer kay lagte hi gardan ka woh dhalna socho


baap(a.s.) kay haatho pe tha sajda ali asghar(a.s.) ka


jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

nanna sar neze pe kis tarha say aya socho

nanna sar neze pe kis tarha say aya socho


hay qabar ko khoud kay sar kaata ali asghar(a.s.) ka


jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

ay asghar(a.s.) ki sada naize se amma(s.a.) amma(s.a.)

ay asghar(a.s.) ki sada naize se amma(s.a.) amma(s.a.)


han dekh lo wada huwa pura ali asghar(a.s.) ka


jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

aurtain raah main kuch karne lagi aaho buka

aurtain raah main kuch karne lagi aaho buka


hay nok-e-naiza pay jo sar dekha ali asghar(a.s.) ka


jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

maan(s.a.) kay seene main huay dafan hamesha kay liye

maan(s.a.) kay seene main huay dafan hamesha kay liye


ek sakina(s.a.) ka hai ek laasha ali asghar(a.s.) ka


jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

mar gayee dhoop main maan(s.a.) pallo jo us ka khola

mar gayee dhoop main maan(s.a.) pallo jo us ka khola


raakh jhoolay ki mili kurta ali asghar(a.s.) ka


jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

ek ujri hui maadar kay dilase kay liye

ek ujri hui maadar kay dilase kay liye


har aza khane main hai jhoola ali asghar(a.s.) ka


jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

hai yeh mazhar ki dua naslo main jari ho aza

hai yeh mazhar ki dua naslo main jari ho aza


dede farhan ko tu sadqa ali asghar(a.s.) ka


jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jal gaye khaime jala

jhoola ali asghar(a.s.) ka

jhoola ali asghar(a.s.) ka


bhool na pay madar