Kanz e Aza

Hussain ya Hussain ya Hussain ya Hussain

A noha for Imam Hussain (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

Zehra Ka Ladla Bay Jurm Bay Khatha Haey Maara Gaya (2)

Yeh Zainab Ka, Hay Birader, Kay Outhree Hai, Jiskee Chadar, Houey Akbar, Zibah Asghar, O Kohram Hay Bapa


Akbar Diya Hau Tunay Asghar Diya Hay Tunay

Kehnai Laga Khuda Mazloom Shukriya Tera Ghar Bhi Lut Gaya (2)

Yeh Zainab Ka, Hay Birader, Kay Outhree Hai, Jiskee Chadar, Houey Akbar, Zibah Asghar, O Kohram Hay Bapa


Jo Laash Bay Kafan Hay Sehra Mai Bay Dafan Hay

Hai Binna-e-Laillah Kehnai Laga Khuda Mazloom Shukriya (2)

Tu Rehbar Hay, Tu Sabir Hay, Kay Sajday Mey, Tera Sar Hai, Tu Ahmad Ka, Vo Dilbar Hay, Jo Hay Deen Ki Baqa


Chaen-e-Rasool Tu Hay Jigar-e-Batool Tu Hay

Farzand-e-Mustafa Ehsan Hay Tera Tera Deen Bachgaya (2)

Tu Lut Ker Bhi. Houa Razi, Ha Mara Gaya, Tera Ghazi, Tu Bay Misl Hay, O Namaazi, O Mazloom-e-Kerbala


Tera Gham Rahay Tabinda Tu Hay Hussain Zinda

Islam Bachgaya Kalmay Ki Hay Sada Tera Ghar Bhi Lut Gaya (2)

Tu Azmat Ka Hay Khazeena, Watan Tera, Hay Madina, Kay Tharsee Houee, Hay Sakina, Is Ko Galay Laga