Kanz e Aza

chale aao ae zawwaro

A noha (2013). Lyrics in Roman Urdu.

Hussain

(A.s

.)

Hussain

(A.s

.)

.....

Salam Ya Hussain

(A.s

.)

.....(2)

Bas Ya Hussain

(A.s.)

.....(2)

Ya Ali

(A.S.)

Ya Hussain

(A.s.)

..

...(2)

Jahan Hussain

(A.s.)

Wahan Laelha Illallah.....(2)

Hamare Hai Ya Hussain

(A.s.)

.....(2)

Abad Wa

llah Ya Zehra Manind Sa Hussain(A.s.)

.....(2)

Labbaik Ya Hussain

(A.s.)

.....(2)

Maula

(A.s.)

Labbaik Labbaik Ya Abaabdillah(As)

Aqa Labbaik Labbail Ya Ab

aabdillah (As).

Aai Mere Maula Shahe Karbala (As)

Bakshia Ka Shifa,Hai Aap Wasila, Rauze Pe Bulalo,Zawwar Bana Do, Qismat Ko Jaga Do ,Aai Shahe Shahida

(A.S.)

, Aijaz Dikha Do, Maula

(A.S.)

Ab Hum Ko Sada Do.....(2)

Ezuruni Ezuruni.......Ezuruni

Aa Hitto.

..

Taarefuni Shafie Kum.

Chale Aao, Chale Aao, Chale Aao


Aye Zawwar Chale Aao, Meri Aawaz Pe Labbaik Pukare Jaao.


Labbaik Ya Hussain (As).....(3)

Chale Aao


Aye Zawwar Chale Aao, Meri Aawaz Pe Labbaik Pukare Jaao.


Naam Tum Subke Mere Dil Pe Hai Likh

e Aao, Apne Maa Baap

Ko

Is Paak Safar Me Laao, Apne Bacchon Ko Bhi Ehram E Aza Pahanao, Mere Za

wwaro Meri Karbobala Aajaao, Aha

d Karta Hun Azadaro Shifaat Ke Liye, Aao Zawwaro Chale Aao Ziyarat Ke Liye, 4


Chale Aao, Chale Aao,........


Khush Raho Aai Meri

Rudaad Sunane Walo, Apni Khushion Me Mera Shog Manane Walo, Sare Aalam Me Mera Farsh Bichane Walo, Garmi Sardi Me Meri Kabr Pe Aane Walo, Mu

jhko Malum Hai Tum Logon Ki Haaj

at Aao, Tumpe Ho Jaiengi Allah


(S.w.t.

) Ki Inayat Aao, Chale Aao, Chale Aa

o,......

..


Janibe Karbobala Jub

Koi Badhta Hai Kadam, Har Kadam Per Mere Zawwar Pe Hota Hai Karam, Saya Karta Hua Abbas (As) Ka Chalta Hai Ala

m, Muntazir Rehti Hai Zehra (S.a

.) Mere Baba Ki Kasam, Mere Zawaaron Mere Dard Ke Maaro


Aao, Meri Maa Fatema Zehra (S.a

.) Ke Dularo Aao, Chale Aao, Chale Aao,........

Tum Jo Kehte Ho Ab

ad Wallah Manind Sa Hussain (A.s.), Amma Zehra (S.a


.) Bhi

Yahin Karti Hai Ro Ro Kar Bain, Mere Mazloomi Pe Rote Hai Shahe Badro Hunnain, Mere Baba Bhi

Hai

Abtak Hai Mere Gam Me Bechain, Tum


Nahi Bhoole To Main Bhi Nahi Bhoola Tumko, Yaad Chalte Hue Khanjar Me Bhi Rakha Aao.


Chale Aao, Chale Aao,........


Tum Jo Lehrate Ho Hatha O Me Uthaie Parcham, Tum Ko Maloom Hai Ho Jaata Hai Taaza Mera Gam, Yad Aata Hai Mujhe Khoon Me Dooba Woh Alam, Ji

s Ke Jhuk Jaane Se Toota Mere Bacchon Pe Sitam, Mere Abbas (As) Ki Jagir Sajane Aao, Hazri Rauze Abbas (As) Pe Kahne Aao.


Chale Aao, Chale Aao,........


5

Mere Zawwaron Suno, Yeh Zameen Karbobala, Mujhse Pehle To Yahan Koi Bhi Bas Na Saka, Yeh Zameen Karb

obala Karb Ka Majmua Hai, Hazrat E Adam (As) O Hawwa (As) Ka Yahani Girya Hai, Shere Ne Hazrat Esa E Ko Yahani Roka Hai, Aur Phir Takhte Suleman Yahani Larza Hai, Is

Zameen Per Ibrahim Ka Rahwar Thasa, Paie Moosa Me Lagi Chot


Lahu Behne Laga, Zabi Allah

(S.w.t.

) Ke Haiwan Rahe

Pyase Yahan, Kashti E Nooh


Se Takraya Yahin Par Toofan, Is Zameen Par To Pareshan Hua Har Insan, Mere Baba (As) Bhi Yahan Karte Rahe Aa Ho Fuga, Meri Hijrat Thi Madine Ki Hidayat Ke Liye, Yeh Zameen Main Ne Kharidi Thi Shahadat Ke Liye, Chale Aao, Chale Aao,........

Do Moharram Ko Yahan, Mera Rahwar Ruka, Sath Kunba Tha Mera, Mai Akela Bhi Na Tha, Aao Zawwaro Mere Sath Chalo, Tham Kar Dil, Mera Makhtal Dekho

Yeh Makame, Aliakbar (As) Hai Yahan, Mere Bacche Pe Jahan Roi Aza, Yeh Makame Aliasgar (As) Hai Jahan, Aaj Bhi Baithi Hui Roti Hai Maan, Yeh Jaga Woh Hai Mere Zawwaro, Lash E Qasim (As) Hui Paamal Jidhar, Woh Makamat Jo Aate Hai Nazar, Kate Abbas (As) Ke Bazu The Jidhar, 6

Hai Zara Door Jo Rauze Ke Zara, Hai Mere Aun (A


s) O Mohammed (As) Ke Mazar, Ashr E Ashoor Se Turbat Ke Kareeb, Mera Hur Aur Mera Lashkar Hai Yahain, Aao Yeh Killae Zainabya Hai, Yahin Zainab

(S.a.)

Ne Yeh Manzar Dekha, Mujhpe Chalta Hua Khanjar Dekha, Mera Aashor Ya Chehlum Ho Mera, Karbala Aata H

a


i Kunba Mera, Phir Sakina (S.a

.) Jo Yahan Aati Hai, Meri Turbat Se Lipat Jaati Hai