Kanz e Aza

Chaa gaya taboot pe teeroon ka badal ya khuda

A noha for Imam Hassan (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

Chaa gaya taboot pe teeroon ka badal ya khuda .

Fatema s.a ke laal ka (x 2) teeroon me laasha chup gaya.

1) chal pada wapas janaza ya ilaahi khair ho (x 2).

Zainab o kulsoom bahar (x 2) aa na jaye be rida.


2) jab chune tukde jigar ke zainab o kulsoom ne (x 2)

Zainab e kausar ko waqte karbala yaad aa gaya.


3) hai ajab kissa ke ek bhai ki mayyat me aqhii (x 2)

Doosre bhai ke laasha (x 2) be kafan reh jaayega.


4)jab hua daakhil janaza bibiyoo ke darmiyaan (x 2)

dekh kar taboot zainab (x 2) ka jigar phatne laga.


5) thi nahi bhooli shahadat murtuza ki aur phir (x 2)

choodkar ghar chal pade (x 2) hai aaj hasan e mujtaba.


6)Kha gaya touqeer mere dil tu yeh armaan bhi (x 2)

mustafa (as) ke paas jaa (x 2) uska nawasa so gaya.