Kanz e Aza

bekasi ka sheh ki charcha rehgaya

A noha for Imam Hassan (a.s) (2022). Lyrics in Roman Urdu.

Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya

Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya

Mujrai Mahman Peyasa Reh Gaya

Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya


Sub Huwe Serab Tuj Sy Ay Fraat

Kafala Yasrab Ka Paiyasa Reh Gaya


Mujrai Mahman Peyasa Reh Gaya

Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya


Zohar Tak Jab Fooj Puhnchi Khuld Main

Sahibe Lashkar Akela Reh Gaya


Mujrai Mahman Peyasa Reh Gaya

Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya


Iss Qadar Tha Khushk Hazrat Ka Gala

Khangar E Qatil Bhi Peyasa Reh Gaya


Mujrai Mahman Peyasa Reh Gaya

Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya


Dagmaga Kar Jab Gire Ghure Shah

Kaap Kar Arsh E Mualla Reh Gaya


Mujrai Mahman Peyasa Reh Gaya

Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya


Kahti Thi Maa Soye Asghar Kabar Main

Haye Khali Un Ka Jhula Reh Gaya


Mujrai Mahman Peyasa Reh Gaya

Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya


Zakhm Kha Ty Hi Jo Akbar Gir Pare

Chid Ke Barchi Main Kaleja Reh Gaya


Mujrai Mahman Peyasa Reh Gaya

Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya


Jab Huwi By Parda Aulad E Rasool Phir Jahan Main Kis Ka Parda Reh Gaya


Mujrai Mahman Peyasa Reh Gaya

Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya