Kanz e Aza

Akbar ka lahu sheh ki Aba tak pohanch gaya

A noha for Ali Akbar (a.s) (2023). Lyrics in Roman Urdu.

Akbar.. haye akbar, haye akbar

Akbar.. haye akbar

Akbar.. haye akbar, haye akbar.(2)

Akbar ka lahu sheh ki abaa tak pohoch gaya..(2)

dastaar se wo maa ki..

haye dastaar se wo maa ki rida tak pohoch gaya

1. Ayse giri hai khaime mein akbar ki laash par..(2)

zainab ka khoon khake

haye zainab ka khoon khake shifa tak pohoch gaya

2. Laila ye roke kehti thi akbar kaha'n ho tum..(2)

zalim ka haath meri

haye zalim ka haath meri rida tak pohoch gaya

3. Haye awaaz ran se aayi ke baba mai gir pada..(2)

girta hua hussain..

girta hua hussain sadaa tak pohoch gaya

4. Seene mein naiza todke kehta tha ye laee'n..(2)

dekho hussain apni

dekho hussain apni qaza tak pohoch gaya

5. Maula zaeef hogaye kuch der mein magar..(2)

akbar ka laasha aale

akbar ka laasha aale abaa tak pohoch gaya

6. Jis haath ne giraya tha hum shakl e mustafa..(2)

naiza liye wo haath

naiza liye wo haath rida tak pohoch gaya

haye dastaar se wo maa ki rida tak pohoch gayaAkbar.. haye akbar, haye akbar