Kanz e Aza

Ai Raat Na Dhalna Kay Ujad Jaaye Gi Zainab.

A noha. Lyrics in Roman Urdu.

Suraj na nikal na kay ujad jaaye gi Zainab .

Chacha se main kehti hoon agar paani hai peena,

tu na jhoolay main machalna ke ujad jaayegi zainab.

Tu hai humshakle payammbar tera toh dukh bhi sada hoga,

tu na maidaan main nikalna ke ujad jaayegi zainab

Ali akbar na rahega aur abbas ka bhai,

afsos na karna ke ujad jaayegi zainab