Kanz e Aza

zulm ki ibtedaa hai wawaila

A noha for Pisaraan-e-Muslim (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

zulm ki ibteda hai wawaila

koofiyou ne bula ke muslim ko

khana kaisa ke paani tak na diya

haye pardes me musafir par


phaink kar laash baam se sar ko

dar pa latka diya hai wawaila

raah me haal sun ke muslim ka

sheh ko sadma bada hai wawaila