Kanz e Aza

Yeh Raaz Kya Hai Duniya Kai Bananay Waalay

A noha. Lyrics in Roman Urdu.

Bai sahara hai tera (x2) dheen bachanay waalay.

Tuj pai hiziyaan ka jo (x2) ilzaam lagaanay waalay.

Qatal kartay hain woh (x2) mehmaan bulaanay waalay.

Koun hay Shaam kay (x2) bazaar main aanay waalay.

Abh to aajao humay (x2) paani pilaanay waalay.

yaad kya agai x2 amma ko sataney waaly.

kaisey zainab ke ye x2 khutbey hilaney waaly.

kashi e ummate x2 islam bachaney waaly.