Kanz e Aza

thi ye shabbir ki sada baba

A noha for Imam Raza (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

thi ye shabbir ki sada baba

kuch na qoufe quda kiya zaalim

aap ke baad koun pursaa'n hai

log hum ko yateem kehte hai


sar barehna hai aapka kunba

uth ke dekhie to zara baba

roke kehti hai zainabo kulsoom

ab khuda haafiz apka baba