Kanz e Aza

Qissa-e-Baba Bigo

A noha (2015). Lyrics in Roman Urdu.

Qissa-e-Baba Bigo

Sakina s.a (2x)

Haaye Sakina s.a (2x)

Zindaan Main Baray Dard Se Rehti Hai Sakina s.a

Baba Ki Judai Main Tarapti Hai Sakina s.a

Lipti Hui Madar Se Ye (Kehti Hai Sakina s.a) 3x


Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x

Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x


Dil Tang O Aseeram Choo Be Zindan-e-Sitam Gar 2x


Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x


Aey Ghamzada Madar Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Baba Ki Batain Karo Baba Ki Batain 2x


Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x


Jis Din Se Juda Ho Gaye Baba

Heraan O Preshaan Hai Kunba Kyun Ham Ko Satata Hai Zamana

Chain Aaye Ga Baba Ko Bata Kar Madar


Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x

Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba


In Tarsey Adoo Mee Kushatam Waaye

Seeli Ke Zudam Dukhar-e-Entaaye

Deedam Ke Ammu a.s Uftad Bar Jaaye

Kay Meer-e-Sadin Safar Bey Aakhir Madar


Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x

Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba


Man Dukhtar-e-Arbab-e-Madinam

Daanand Hamey Tifl-e-Sagheeram

Aey Baain Azin Dard-e-Kaseeram

Goo Bishna Badin Sida Payamber Madar


Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x

Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba


Kiss Haal Main Hain Baba Batao

Kuch Batain Mujhay Unki Sunao

Amman Mujhy Baba Se Milaao

Ley Aaey Koi Baba Ko Jaakar Madar


Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x

Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba


Aaghosh-e-Padar Digar Chhurayast

Dar Habs Ke Lehza Lehza Ghoo Ghasht

Az Lutf-e-Khuda Baradar In Jasht

Oo Bad-e-Padar Shudarst Rehbar Madar


Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x

Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba


Kiya Baba Ko Amma Ye Khabar Hai

Zindaan Main Ab Noor-e-Nazar Hai

Kurta Bhi Mera Khoon Main Tar Hai

Nouha Hai Merey Zakhmi Labo'n Per Madar


Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x

Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba


Bishnoo Tu Zaman Dukhtar-e-Moula

Har Lehzay Ke Narutaz Baba

Yashbar Be Khuwab Jaan-e-Man Injaar

Aey Marham-e-Dil Be Kas O Yawar Dukhtar


Qissa-e-Baba Shuno Qissa-e-Baba

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba

Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba


Rotey Huye Kehney Lagi Madar

Seeney Se Sakeena s.a Ko Laga Kar

Beti Tera Baba Hai Yahin Per

Rotey Hain Teri Baaton Ko Sun Kar Dukhtar


Qissa-e-Baba Suno Qissa-e-Baba

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba

Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x

Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x


Haaye Sakina s.a 2x