Kanz e Aza

Mohammad ke Sheher Me

A noha. Lyrics in Roman Urdu.

1. Kannoon mustafa ka duniya may tod ke,

Maulaa Ali vali k daaman ko chod ke -2

Kis mooh say jaa rahaa hai mohd k shaher may


2. Allah nay dekho kholaa kaisa ye raaz hai,

Jis haaji per nabi ki beti naraaz hai - 2

Laanat kamaa rahaa hai mohammed k shaher me


3. Dil ki yahi sadaa hai al ajal yaa imaam...

Gaibat ko apni chod k aajaaiye imaam.. - 2

Badlaaa Ali ka lengay mohammed k shaher may


4. Kismat say choor hokar aayaa nabi ke paas,

khaakar rahem hussain nay rakhli hai uski laaj - 2

Rahib nay bete paaye mohamed k shaher may


5. Haq fatemaa kaa khaakay soye hai aas paas,

Mahdi jo aajaengay, kholengay unkay raaz - 2

Zindaa umar  jaalaaengay mohammed k shaher may


6. Jangay ohad say bhaagay they ghodo ko chod kar,

Chehre ko apne dhaap ke chaadar ko odh kar - 2

Thaktay thakkaaate aae they mohammad ke shaher may


7. Dil ki hai ye tamanna majlis kare waha

Parcham uthaaye gaazi ka mehfil kare waha - 2

Maatam kare hussain ka mohammad ke sheher me


8. Kya khaak jaante hai wo azmat rasool ki

Kehne ko sirf rakhte hai ulfat rasool ki - 2

Aur naate baja rahe hai mohammad ke sheher me.