Kanz e Aza

Khoon-e-Hussain Chaadar-e-Zainab ki Daastan

A noha. Lyrics in Roman Urdu.

Ya Mustafa Ridaen Bhi Ummat Nai Cheenli (x2)

Ab Ja Kai Sir Chupaa Ai Teri Betiyaan Kahaan (x2)


Washat Say Qatl Gahhmai Chonkay Garaat Bhar (x2)

Asgher Ko Jungalo Mai Pukaaray Gi Maa Kahaan (x2)


Zainab Kai Baazvon Mai Rasan Kya Andhair Hain (x2)

Abbas Bawafa Ali Akbar Jawaan Kahaan (x2)


Baad-e-Hussain Soyi Sakina Na Chain Sai (x2)

Bhoolay Kai Baazvon Mai Bandhi Raismaan Kahaan (x2)