Hussain Zindabad
(Suno husseinio) x2
(Hussain wo jo zehre tegh has ke sogaya) x2
(Yazid wo jo zillatio ka naam hogaya) x2
Hussain wo jo marziye khuda kharid le, yazid wo he jiska koi nam bhi ne le (Yazid zinda re ke murdabaad hogaya) x2
Hussain sar kata ke zindabad zindab zindabad hogaya. (Zindabad) x5
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
1. (Quran me hadis me yazid ka bayaa nahi) x2
(Yazid ki to qabr ka kahi bhi koi nishaa nahi) x3
Ajaa bajaa hai dehre me, hussain ki awlaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
2. (Burayi-o ke dehr me yazid aam kargaya) x2
(Hussain se laraa to apni mot aap margaya) x3
Ye kal bhi murdabaad tha wo abh bhi murdabad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
3. (Har ik sharif zehne se, yazid itna gir gaya) x2
(Kisi ne apni laal ka yazid naam na rakha) x3
Ye kal bhi naam murad tha wo ab bhi naam murad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
4.(Yazid wale takht par, nasib ke kharab hai) x2
(Hussain wala kayd me bhi reh ke kamiyaab hai) x3
Hussainyat ki thokare yazid aur ibne ziyaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
5.(Jahaa me sab se zyadaa ashk jiske naam par baha) x2
(Zamaana laa ghame hussain ka koi jawaab la) x3
Gineez buk ko bus mere hussain se anaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
6. (Yazid ek lakh ho mukaable pe gham nahi) x2
(Hussain wale ek ho to lash karo se kam nahi) x3
Hussain ko ki apne matami pe etimaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
7. (Ali ki beti zainab hazi hussain ban gayi) x2
(Sharikatul hussain thi, yazidiyat pe cha gayi) x3
Hussain se parha huwa, sabak jo isko yaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
8. (Tara na hai hussain hai, ha sath do hussainiyo) x2
(Hussain se murad lo murad lo hussainiyo) x3
Hussain jisko dete uski nasle va muraad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4