Kanz e Aza

Ho Salam Us Par

A noha for Imam Raza (a.s) (2011). Lyrics in Roman Urdu.

Ho Salam Us Par

aye SAJJAD A's HAYE HAYE SAJJAD A's 2x

salaam 3

ho salaam os per k jo qaidi b hai bimar b 4x

paon mein hain abalay aur ablon mein khar b


ho salaam....... 2x


ankh mein ansun aur zakhm jighr mein aur honton pe rida ka noha

karb o bala haye shaam talk woh kanton per safar krta tha

byrida Syedaniyan s'a os per sitam bazar bhi


ho salaam .........2x


deakhnay wali ankhun ne dkha

os rah mein yeh b manzar

aik masafir paband e safar hai khd apni lash utha kar

yeh Imam a's e waqt hai aur qafila salaar bhi


ho salaam ......... 2x


(kehta tha k toq e gira aya mery hisay mei

wrna is foj mein khanjar bhi hain talwar b hai )

khoon ragon ka ya hai ghairat e Hashim

kehti hai jukha ly sar ko

toq o salasal kya qaid krn gyen haye sabar k is paikar ko

sar uthaye kis tarah hai rah mein bazaar bhi


ho salaam ...... 2x


deakh kay ZAINAB S'a Sajjad a's ki halat faryaad yehi krti thi

mera yaqeen hai

emaan hai mera,AY sham ky baykas qaidi

roye gyen tujh per sada masnd b aur dastar bhi


ho salaam.... 2x


(poucha ik shakhs ne Shabiar a's tumhara hai kon

kaha baba b hai aqa bhi hai sardar bhi hai )

Noha kuna hain irfan aur mazhr tareekh o mqaatal sub hi

All e Payambar s.a.w.a.w aur shaam ki galiyan Shabiar a's ka beta qaidi

q na ho mahv e fugan qirtas b aur ashaar bhi


ho salaam