Azadahar waqt zamane saare mein
shabbir ka matam hota hai
sajjad to rone waale hai
tatheer ka matam hota hai
rona bhi ibadat hai lekin
isko bhi ibadat kehte hai
kuch aag pe matam karte hai
zanjeer ka matam hota hai
har waqt zamane...
wo baazu kaun se hai dekho
kat kar bhi alam ke saath rahe
us faatahe khyber hyder ki
tasveer ka matam hota hai
har waqt zamane...
hamshakle payambar ko dekho
barchi ko sambhale soye hai
qasim pe jawani roti hai
baysheer ka matam hota hai
har waqt zamane...
ri