Kanz e Aza

Nana neend Nahi Aundi

A noha (2001). Lyrics in Roman Urdu.

Nana neend Nahi Aundi

Nana neend Nahi Aundi

Nana Neend Nahi Aundi

Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x3

Viran kyu nahi aaye hai x3


Roro tak diya rawa


Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x2


Hai Muntazir nigahe baithi hu raah par

Deti hu main sadayen baithi hu raah par


Viran kyu nahi aaye hai .


Nana mere baradar kyon chod kar gaye

Bimar ko rulakar kyon chod kar gaye


Viran kyu nahi aaye hai .


Kasim ko yaad kar ke roti hu raat din

Ankho main ashk bhar ke roti hu raat din


Viran kyu nahi aaye hai .


Tarsi huvi hain aankhen asger tera liye

Jula bani hai bahain asger tere liya


Viran kyu nahi aaye hai .


Lene na mujko aaye naraz kyo huwe

Baba bhi gar na aaye naraz kyo huwe


Viran kyu nahi aaye hai .


Lo Aun aur jaffer kyon lawt te nahi

Nana mere baradar kyon lawt te nahi


Viran kyu nahi aaye hai .


Hujro mein sab ke jakar kar ti hu yaad mein

Akber ko jake der par karti hu yaad main


Viran kyu nahi aaye hai .


Kisko gale lagau ab kaun paas hai

Kyon roz derpe jau kya mujko aas hai


Viran kyu nahi aaye hai .