Kanz e Aza

Ibne Muljim ne Zarbaath Lagaya

A noha for Imam Ali (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

ibne muljim ne zarbath lagaya

aaj haider ki rukhsat ghadi hai (x2)

(1) aaj haider ke ghar me ye matam  (x2)

aaj jibreel rote khade hai

ibne muljim ne zarbaath lagaya

aaj haider ki rukhsat ghadi hai (x2)

(2) mahe ramzan vonnis ko mara

azadaro ye kaisa ye din hai

ibne muljim ne zarbaath lagaya

aaj haider ki rukhsat ghadi hai (x2)

(3) zainab-o-kulsoom hasnain sabi bhi (x2)

haye wo bache yateem hogaye hai

ibne muljim ne zarbaath lagaya

aaj haider ki rukhsat ghadi hai(x2)

(4) aaj kufe me kohraam macha hai (x2)

khoon me dooba shere khuda

ibne muljim ne zarbaath lagaya

aaj haider ki rukhsat ghadi hai (x2)

(5) mere mushkil khusha mere moula (x2)

apko zarb kitna laga hai

ibne muljim ne zarbaat lagaya

aaj haider ki rukhsat ghadi hai (x2)