Kanz e Aza

Allah Ho Akbar Ayee Akbar ki Sada

A noha for Ali Akbar (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

Ro Pari Syedaniya Sajdai Main Gir Kaar.


Hy Bazu Kat Gayai Himat Na Hara

Zainab-o-Kulsoom Ka Wahid Sahara

Lot Ker Aaya Nahi Dera Pai Ja Kaar.


Aai Ali Kai Ladlai Khaimain Main Aao

Main Jiyun Ya Keh Marun Itna Batao

Cheen Li Zalim Nai Merai Sar Sai Chadar.


Rasm-e-Ibrahim Kuch Aisee Ada Ki

Jab Ali Akber Na Baba Ko Sada Di

Hath Guthno Per Hain Aur Kandhai Pai Akbar.


Hai Juram Mera Agar Masum Hai Yeh

Boond Pani Sai Magar Mehroom Hai Yeh

Shah Pu Karai Thaam Kai Hathon Main Asghar.