Kanz e Aza

Al Madad Mola Raza

A noha for Imam Raza (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

Al Madad Mola Raza Al Madad Mola Raza


Nana Nabi Baba Ali X2 Dadi Teri Kahrul Nisa


Maskal Tera Mola Raza, Arshay Aula Say Kam Nahi

Kehta Rahoonga Umr Bar, Muj Ko Koi Bhi Gham Nahi

Kam Nahi Janat Kay Kahno X2 Say Mola Langar Tera


Zahir Yahan Jo Aye Ga, Wo Karbal Bhi Jaye Ga

Mola Hussain Ibn-e-ail, Kay Sath Janat Jaye Ga

Bhoolay Nata Zindage X2 Teray Haram Ka Rasta


Sab Muhkilon Ko Door Kar Alayaba Kay Wastay

Sab Ki Mouradain Purie Hon, Muskil Kusha Kay Wastay

Aya Hai Nagrie Mai Teri X2 Bay Kason Ka Kafila


Kul Kay Hassan Aj-e-mai Hussaini, Juratey Sajjad Tou

Babul Hawij Musa Qazim, Ki Wola Aulad Tou

Hal Karo Mushkil Ko Meri X2 Hai Behan Ka Wasta


Kartay Rahen Gai Umr Bar, Matam Mola Shahbeer Ka

Aur Shaam Ja Kar Pursa Den, Hum Zainab-e-dilgeer Ka

Aur Nahi Kuch Mangta  X2 Iskay Siva Manta Tera