Kanz e Aza

Abbas

A noha for Hazrat Abbas (a.s) (2009). Lyrics in Roman Urdu.

Abbas

Abbas


Jab

dasht

se

hussain

ko

ghazi ne

di

sada

Dunya

se

kuchh

karta

hun

ab

yaa

shahe

huda

Ye

sunte

hi

hussain

pe

kohe

alam

gira

Are

thaami

kamar

ik

haath

se

ik

haath

dil

pe

tha

Hasrat

se

suwe

zainabe

muztar

nigaah ki

( Phir

dekha

Sakina

ko

tarapkar

ye

aah ki

) x2


Abbas

Abbas

Abbas


1.

Yaad

aaraha

he


mujhko

Kehte

the

baba


haider

Ek

roz

chheen


lenge

Ada

behan ki

chadar


(

Chadar

rahegi

tabtak


) x2

Jab

tak

rahega


sar par


Abbas

(Alan in

kasara

zahri


)

2.

Akbar

ko


sath

lekar Phir

dasht

ko


sidhare

Thame

huwe

kaleja


Ranjo

alam ke

mare

(Jab ran


mein


khayi


thokar

) x2

Sheh

dard

se


pukare

Abbas

(Alan in

kasara

zahri


)

3.

Nagaah

sheh


ne

paya

Ek

bazue


baradar

Ya

eliya


pukare


Chuma

use

uthakar

(


Faryad

gham

se

aayi


) x2

Be

saakhta

labon par


Abbas

(Alan in

kasara

zahri


)

4.

Do

gaam


hi

chale

the Phir

who


maqam

aya

Jab

doosra bhi


baazu


Bhayi


ka

sheh

ne

paya


(

Lasha

yahi

(n)


kahi

(n) he) x2

Bazu

ne ye


bataya


Abbas

(Alan in

kasara

zahri


)

5.

Ye

kehte


jaarahe

the

Awaz to

sunao


Kis

jaa

parhe

ho


zakhmi

Tumhi

hame

batawo


(

Ghurbat

me

bekasi


mein

) x2

Yu(n)

chhor ke


na

jawo


Abbas

(Alan in

kasara

zahri


)

6.

Al

muqtasir ke


pohoncha

Bhayi ke

paas


bhayi


zanu

pe

sar

ko


rakha

Di

roke

ye


duhayi

(Hum bhi

nahin

rahenge


) x2

Di

tum

ne gar


judayi


Abbas

(Alan in

kasara

zahri


)

7.

Maula


pukare


rokar

Rukhsat ki

ye

ghari


he

Ek

teer

aankh


me he

Zakhmi

jabee

(n)


teri

he

(


Bhayi


mujhe


pukaro


) x2

Hasrat

ye

aakhri

he


Abbas

(Alan in

kasara

zahri


)

8.

Mazhar

ye


baat

sun

kar

Wo


bawafa


pukara


Khaime

me le

najaana

Lasha


kahi

(n)

hamaara

Aka se ki


wasiyyat Aur

khuld

ko

sidhara


Abbas

(Alan in

kasara

zahri


)