Kanz e Aza

Abbas meer-e-Lashkaram

A noha for Hazrat Abbas (a.s) (2008). Lyrics in Roman Urdu.

Abbas meer-e-Lashkaram

Abbas meer-e-Lashkaram


x3

Abbas, Abbas

Shakle Ali sheyr-e-Khuda

x4

Shabbir sa jaaho hasham


Abbas meer-e-Lashkaram


x4

1. Shakle Ali sheyr-e-Khuda

x2

Shabbir sa jaao hasham


Abbas meer-e-Lashkaram


x4

2. Ayaa Ali ka ladla

x2

Kehte the dushman bhar mala


x2

Sab dedo isko rastaa

x2


Abbas meer-e-Lashkaram


x4

3. Ek nawjawan ek shehsawaar

x2

Haathon mein nezaa tez dhaar


x2

Dushman giraaye beshumaar

x2

Bhartaa gayaa yun dum-ba-dum


Abbas meer-e-Lashkaram


x4

4. Daryaa pe jaanaa hai usse

x2

Paani pilaana hai usse


x2

Waadaa nibhaana hai usse

x2

Khaayi sakina ki kasam


Abbas meer-e-Lashkaram


x4

5. Raah-e-wafaa mein khun diyaa

x2

Ek bhoondh na paani piyaa


x2

Daryaa pe jab gaaraa alam

x2

Sab keh utthe arbo ajam


Abbas meer-e-Lashkaram


x4

6. maidaan me jab ghazi gayaa

x2

Haidar ki tarhaa dutt gayaa

x2

Parcham ko jukne na diyaa


Abbas meer-e-Lashkaram


x8

7. Mashke sakina chidd gayi

x2

Pyaasi sakina rehgayi


x2

Na aas ammu ki rahi

x2

Jab aagaya khali alam


Abbas meer-e-Lashkaram


x4

8. Ghore se jab ghazi giraa

x2

Shabbir ka ik bawafaa


x2

Duniyaa se rukhsat hogayaa

x2

Ujraa hai zainab ke bharam


Abbas meer-e-Lashkaram


x4

9. Abbas ne sheh se kahaa

x2

Aqa meri hai iltijaa


x2

Laashaa na jaaye khaimon mein

x2

Kar dijiye itna karam


Abbas meer-e-Lashkaram


x4

10. bacchon ka tutaa aasraa

x2

Aayaa alam jo khun bharaa


x2

Ghash mein Sakina ghir pari

x2

Ye hogaya kaisa alam


Abbas meer-e-Lashkaram


x4

11.

Irfan ki hai iltijaa

x2


Mesum ki puri ho duaa

x2

Nawhagar tera mein rahun

x2


Jab tak rahe sine mein dam

x2


Abbas meer-e-Lashkaram


x4