Kanz e Aza

Sarallah khoone Khuda

A noha for Imam Hussain (a.s) (2014). Lyrics in Roman Urdu.

arallah Khooney khuda


sarallah..(12)


sarallah khooney khuda

ya husain ya husain


ae dile mustafa


ya husain ya husain


tareef e ambiya


ya husain ya husain


1. ae jaane dile madar husaina..(2)

ae bekaso beyawar husaina..(2)

tashnaye alqama


ya husain ya husain


2. ye zulm o sitam ye zoro jafa..(2)

ye behta lahu bejurmo khata

har zamee karbala


ya husain ya husain


3. kya humko daraega ye jahan..(2)

ye teero jawa ye arzo sama..(2)

sab hai tujhpar fida


ya husain ya husain


4. Ye farshe aza ye aaho buka..(2)

matam ki sada zahra ki dua..(2)

zikr hai ek bapa


ya husain ya husain


5. wo bali sakina aur wo pyaas..(2)

wo bazu qalam wo hasrat o yaas..(2)

hauz ye tha bapa


ya husain ya husain


6. akbar neem jaan ye jalti zameen..(2)

dil thaam ke baithe hai shahedeen..(2)

khaimo me hai buka


ya husain ya husain


7. wo tauq e gera wo zainul eba..(2)

wo aale nabi wo qaid e bala..(2)

zainab e berida


ya husain ya husain


8. ye nauha zafar maula ki ataa..(2)

safdar ke dilo jaa ki hai sadaa..(2)

khoon e dil se likha


ya husain ya husain

sarallah khooney khuda

ya husain ya husain


ae dile mustafa


ya husain ya husain