Kanz e Aza

Ali Ali karke

A manqabat written by Muqtar Hussain (2014). Lyrics in Roman Urdu.

Ali Ali karke

Ali Ali Ali Ali    2


haideriyo kalandaram mastam banadaye murataza ali hastam - 2

peshwahe tamam rindanam ke sage kue shere yazdanam


hamara hai ye aqida ali ali kar ke    2

koi b mar nhi sakta    2


ali ali kar k............hamara hai aqida    2

jo kehna chahata hai dil wo bol  deta hai


ali zuba ki girho ko khol deta hai

kalim bante hai musa   2


ali ali kar k.........hamara................2

teri b nind me saale salaat hojaye


tere liye shabe meraj raat hojaye

yakike farsh pe so jaa    2


ali ali kar k......hamara................2

wo na khudaye khudai dikhai deta hai


jaha b dekhu ali hi dikhai deta hai

nazar se uth gaya parda   2


ali ali kr k............hamara .............2

yaha pe aayega ek roz hum mezaj mera


ye kibriya ne barahim se kaha hoga

banao khanye kaba    2


ali ali kar k..............hamara..............2

zuba se baat kabhi dogli nhi karte


usul shia hai mohsin kushi nhi karte

khuda ko karte hai sajda     2


ali ali kar k............hamara............2

farazadar se dete hai ye sadaa meesam


shehed se sheeri hua zayka ali kasam

chakkha maza jo kaza ka   2


ali ali kar k................hamara..............2

ali k naam ne ye martaba mujhe baksha


ye raaz hazrate isa ne aashkaar kiya

me murde karta zinda   2


ali ali kar k........hamara................2

hayato maut k maa behen waqt hai kamtar


idhar udhar me na barbad sheh takkallum kar

ali k paas chala jaa    2


ali ali kar k..........hamara..............2

ali ali ali ali.........2