Kanz e Aza

Karbobala naseeb se jaana naseeb ho

A manqabat written by Mir Hassan Mir (2003). Lyrics in Roman Urdu.

Karbobala naseeb se jaana naseeb ho

Karbobala nassib se jana


Nassib ho karbobala nassib se jana

Phir laut kar wahan se na aana


Nassib ho

Aisa dare Hussain pe sajda ho akhri x2


Phir mujhko apna sar na outhana

Nassib ho..


Parvardigar thokarein dar dar ki kab talak x2

Ab mutakil najaf me thikana


Nassib ho

Jaisa mila nassib se oummoul baneen ko x2


Ab kya kissi ko aisa gharana

Nassib ho


Ji tchahta hai samne bethe ho Panjetan x2

Ounki sanah ounhi ko sounana


Nassib ho

Ankhon ko jab bhi ashk bahana nassib ho


Aale Nabi ke gham ka bahana

Nassib ho


Mehshar ye arzoo hai ke be ghuslo be kafan x2

Karbobala ki teh me samaana


Nassib ho

Phir laut kar wahan se na aana nassib ho